Ek Average aadmi ka example lia jaaye, vah average ya below average dikhta he, aam naukri Krta he, Ya to kisi toxic long term realtionship me hota he ya fir single hota he. Uske 60 ghante hafte ke bakwaas job krne me chle jate he or traffic se niklkr ghr pahunchne me. yeh sab wo sirf apna pet bhar paane ke lie krta he. Vah sirf apne kiraye ko bhugatne ke liye kaafi kamaata hai aur shayad agar uski kismat achhi hai to mahine mein kuch sau bacha bhi leta hai. Kuch log bilkul bachat nahi karte hain. Uske paas naam ke 2 dost he aur vah majboor hai pee kar apni sehat ko kharab karne ke liye, Uske kaam ki tension uske baal safed aur ganje hone ke karan bnta hai, vah har roz subah 5 baje uth raha hai. Iska uske skin par bhi asar dikh raha hai. Uska boss har hafte use dhamki deta hai aur usse overtime ka kaam karne ke lie push karta hai. overall dekha jaye to yah ek bekaar zindagi hai. Sabhi raaste ek sad and depressing life ki taraf le kr jaa rha he. Ab ek Instagram model, abhineta, ya p...
simple self improvement truths